Hum Kitni daer saath baithe the
Kuch yaad
nahi
Haan itna
zaroor yaad hai
Ki
Har paanch minute baad
Guzarney
wala
Hawaijahaaz
Humarey
saron se udta hua
Aek bar
zaroor guzra tha…
P.S.: An inspiration from Parveen Shakir's beautiful nazm
P.S.: An inspiration from Parveen Shakir's beautiful nazm
No comments:
Post a Comment