Friday, 24 January 2014

Muflar

Pichle baras
Woh
January ki sard raaton mai
Mera muflar ood ke
Mujhe apni baahon mai
Samaet leti thi

Abke baras
Woh
January ki sard raaton mai
Mera wohi muflar ood ke
Kissi aur ki baahon mai

Thitharti rehti hai

No comments:

Post a Comment